Topics

Zyabitis

Mufeed Ghizayein:


Gaaye ke doodh ki dahi, kreela, gooler, nariyal ka pani, soya bin ke aattay ki rootti, chuney ki rootti, bhoosi ki rootti, chuney ka pani, machhli, timatar, timatar ki tarkari, chhachh, ublay hue anday, paneer aur shiddat pyaas mein pharay hue doodh ka pani mufeed Ghizayein hain. es ke ilawa garam mizaaj walay logon ke liye qndhari aanar ka ziyada istemaal bohat mufeed hai. Mausam serma mein chilghoza ka kasrat se istemaal mufeed hai. Es marz mein angoor aur jaman ka istemaal bhi faidamand hai.


Muzir Ghizayein:


Tamam meethi aur aisi ashya jin mein nashasta ziyada ho.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-