Topics
Aik
saaf shafaaf aasmani rang ki bottle mein oopar ka aik chouthayi hissa khaali
chore kar kachi ghaas ka khalis tilon ka tail bhar diya jaye aur aur bataye hue
tareeqa ke mutabiq chaleesroz taq esbottle ko dhoop mein rakha jaye aur din
raat mein do baar estail ko sir min achi terhan jazb kya jaye. Aisay mareez ko jis
ke baal qabal az-waqat safaid ho gaye hon. Din mein beesminute
aur rat ko pandrah minute naranji shu’aon mein rehna chahiye aur naranji rang
ka pani do do ounce subah o sham peena chahiye.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-