Topics

Moti Jhara

Moti Jhara ya tayifayid mein aasmani rang ke pani ki khorakin bohat mufeed hain lekin pani ko pehlay josh day kar thanda kar liya jaye aur iss ke baad es mein shu’ayen jazb ki jayen agar danay nikalney se ruk gaye hon ya nikal kar baith gaye hon to aik do khorakh surkh rang ka pani pilana chahiye. Khoraak ki miqdaar Umar ke hisaab se mutayyan ki jaye.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-