Topics
Zamurd
ya Zamrud ke rang ka nagina angothi mein pahannay se mirgi ka dorah nahi parta.
Dil ki taaqat barh jati hai. Doran e khoon mein koi nuqs waqay nahi hota.
Aankhon ki roshni barh jati hai. Khofnaak khawab nazar nahi atay. Paidaiesh ke
waqt zamurd ya is rang ka nagina zacha ke paas hoto bacha ki wiladat asaan
hojati hai. Is ke rang mandarja zail hotay hain:
Chuakandar ka rang, lohay ke rang ka rang. Makhi ke par ka rang, qalee ka rang
aur darakht ke pattay ka rang.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-