Topics
Agar
umm al dimagh ke andar khalaa bohat waqay hojaye aur hajhoom bohat kam ho tu spinal
card ( spinal cord ) ( reerh ki haddi ) se jo taar hararat le kar jatay hain
woh hararat miqdar mein itni kam hoti hai ke kahin nah kahin joor mein gilty
ban jati hai. Gilty secondon mein chhootey chhootey bareek keeray paida kar
deti hai hai. es ki wajah hararat ka aik simt mein zor ho jata hai. Aksar auqaat
hararat ka yeh zor itna barh jata hai ke mareez ka temperature aik so aath, aik
so das taq poanch jata hai aur baaz auqaat aik so dus se bhi oopar chala jata
hai. Aur nateeja mein mout waqay ho jati hai. Agar ibtidaa mein es ko sahih
samajh liya jaye aur sahih mualij ho tu mareez shfayab ho sakta hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-