Topics
Mufeed
Ghizayein:
Lahsun chheel kar aur coat kar doodh mein khoya banalen aur halwa bana kar
subah o sham baqadr teen mashah istemaal karen. Munaqqa, khushk, akhrot baajray
ki rootti, karelay ki tarkari, yeh tamam ashya es marz mein faida mand hoti
hain. Es ke ilawa lemoo aur chhware bhi be hadd mufeed saabit hotay hain.
Muzir Ghizayein:
Machhli, gosht aur andon ka istemaal bilkul tark kar dein, sahet honay ke baad
jab gosht khayen to pehle kisi parind ka gosht khayen, phir machhli aur phir
batadreej bakri aur gaaye ka gosht khayen lekin es waqt bhi aik arsa taq gurday
, tilli aur jigar nah khayen.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-