Topics
Agar
umm al dimagh mein chhootey chhootey khalaa ban jayen aur in ki tadaad bohat
ziyada ho jaye tu phepron mein aik khaas qad o qaamat ke keeray galey ke zariye
utartay rehtay hain. Yeh keeray kahin bhi jama ho jatay hain aur yahi marz diq
ya siil kehlata hai. Isi wajah se un amraaz mein khansi ki barri ahmiyat hai. es
ke ilaaj mein ehthyat se kaam lena chahiye.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-