Topics
Esmarz
mein zard rang ki roshni reerh ki haddi ke joor par pandrah beesminute taq daalain,
es ke baad aik minute taq baiganee rang ki shua reerh ki haddi par daalain.
Subah ke waqt aik oons zard rang ka pani aur rat ko sotay waqt neelay rang ka
paani aik oons peetay rehna chahiye. eske ilawa reerh ki haddi par zard rang ki
shu’aon se tayyar kya huwa khalis alsi ka tail malna chahiye.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-