Topics
Aankhon
mein dard, aashob chasham, soojan, surkhi, aankhon mein zakham, gohaanjanii aur
rohaey waghera, Yeh amraaz haazma ki kharabi ya bairooni awaarizat maslan garmi,
sardi, chout, gird o guhbar aur dhuwan waghera lagnay se hotay hain. Agar hazma
kharab ho to ghiza mein garam taaseer wali ashya istemaal nahi karni chahiye.
Halki ghizayein istemaal karen halkay neelay rang ( jissay aasmani rang kehte
hain, esmein zara bhi surkhi ki ameezash nahi hoti ) ki aeinak dotin ghantay
roz lagaya karen, neelay rang ki shua aik do minute taq moonh mein daalain aur agr
poooray chehray par neelii roshni daali jaye to aur bhi mufeed hai. Aankhon aur
palkon par neelii roshni daalnay se do mahinay mein rohaey bilkul khatam ho
jatay hain.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-