Spiritual Healing
Mufeed
Ghizayein:
Gaaye ke doodh ki dahi, kreela, gooler, nariyal ka pani, soya bin ke aattay ki
rootti, chuney ki rootti, bhoosi ki rootti, chuney ka pani, machhli, timatar,
timatar ki tarkari, chhachh, ublay hue anday, paneer aur shiddat pyaas mein
pharay hue doodh ka pani mufeed Ghizayein hain. es ke ilawa garam mizaaj walay
logon ke liye qndhari aanar ka ziyada istemaal bohat mufeed hai. Mausam serma
mein chilghoza ka kasrat se istemaal mufeed hai. Es marz mein angoor aur jaman ka istemaal bhi faidamand hai.
Muzir Ghizayein:
Tamam meethi aur aisi ashya jin mein nashasta ziyada ho.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-