Spiritual Healing
Tapay
diq ke shuru mein surkh rang ka pani pilana aur phephron par surkh rang ki shua
daalna chahiye. Bad mein subah niilii sheeshi ka pani aik tola chaar ghantay ke
baad naranji rang shu’aon ka pani aik tola aur phir chaar ghantay ke baad
naranji rang ki shu’aon ka pani aik tola aur phir chaar ghantay ke baad niilii
sheeshi ka pani din mein teen baar dena aur pehphron par neelay rang ki shua daalna
chahiye. Pehphron mein daagh hon ya pani bhar gaya ho to pani ke sath sath
naranji rang ki bottle mein chaleesroz taq alsi ka tail dhoop mein rakh kar
seenah aur kamar par pehphron ki jagah raat aur din mein aik aik martaba paanch
paanch minute dairon mein maalish karna chahiye.
Agar mareez ko susti aur kamzori lahaq ho to aath das roz baad naranji rang ka
pani dena chahiye.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-