Spiritual Healing

Sarsam

Sarsam mein jab haziyan hoya qay ho us waqt zard rang ka pani pilana mufeed hai. Jab be hoshi ziyada ho to aasmani rang ki shu’ayen do teen baar har do ghantay ke baad daalna chahiye. Ghashi ke khatam honay par shua ka daalna band kar ke aasmani rang ke pani ki khoraak dena chahiye. Agar sardi ka zor ho, nabz ki raftaar sust ho to  aik do khorakh surkh rang ke pani ki day dainee chahiye. Agar marz mamooli ho to  naranji rang ka istemaal kaafi hai. Bukhaar mein agar dast bhi arhay hon to inhen roknay ki koshish nah karen. Fitrat fuzool madah ko khod_hi nkalti hai.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-