Spiritual Healing
Jab
kabhi es ro ka tasarruf chehra ki kisi simt mein hota hai to laqwah ho jata
hai. Laqwah ka talluq asaab se hai. Yeh tanha umm al dimagh ki wajah se nahi
hota. Dimagh ke khalion ki darmiyani ro jab aik taraf zor daalti hai to asaab ko
terha kar deti hai. es ka assar kaanon, aankhon, naak aur jabrey par parta hai.
Baaz auqaat benaayee bhi es se mutasir jati hai.
Naak ki haddiyan bhi tedhi ho jati hain aur jabra ka jo hisa danoton
ko sanbhaley hue hai woh hissa bhi mutasir ho jata hai. es ro ka assar ziyada
tar peshani ki ro se hota hai agar eska ilaaj bar waqat kar liya jaye to es hadd
taq Shifa haasil jati hai hai ke baghair ghhor kiye yeh pata nahi chalta ke es shakhs
ko kabhi laqwah hua tha.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-