Spiritual Healing

Koharba

Koharba Darasal pathar nahin Hai Balkay Aik Darakht Ka gond hai. Es Ka Rang Zard Hota Hai. Agar Chamrey Par Ghis Kar Tinkon Se Miss Kya Jaye To Tinke Is Ke Sath Chimat Jayen Ge. Jo Aurat Is Pathar Ko Pehnay Rahay Is Ka Hamal Saqt Nahi Hota. Yeh Ziyada tar tasbeehon Mein Istemaal Hota Hai. Pahannay Ki Bajaye Is Ki Tasbeeh Rakhi Jaye To Ziyada Behtar Hai Ya Gilaay Mein Is Ke Motiyon Ka Haar Pehna Jaye.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-