Spiritual Healing

Khushk Khansi

Es bemari mein balgham der se aur diqat se nkltahe, yeh khansi bohat aasani ke sath gehray rang ke pani ki khorakon se dooor ho jati  hai. Albata agar khansi bohat purani ho aur balgham bohat sakht aur jama hua ho aur balke nah nikalta ho to naranji rang ke pani ki khorakin dena chahiye.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-