Spiritual Healing

Kaan Ke Amraaz

Kaan ka dard, kaan ka behna, kam sunai dena, un tamam takaleef mein aasmani rang ki khorakin aur shoa’ain bohat mufeed hain, Agar kan mein dana hoya soojan ho to niilii shua daalna aur neelay rang ke pani ki bohat halki pichkari soodmand hai. Agar kam sunai dainay ke sath sath kaanon mein ghair haqeeqi aawazian gunjti hon to es ke liye qabz ko rafa karna, peiron ko garam rakhna, sotay waqt peiron ko thanday pani se dhona aur sar par niilii shua daalna mufeed hai. Aasmani rang ki shu-aon mein tayyar kya hua sarson ka tail bhi kaam mein laya ja sakta hai. Yeh baat yaad rakhen ke kaan mein tail hamesha halka neem garam daalna chahiye.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-