Spiritual Healing
Khoon
ke andar barqi ro jab taq mutawazan rehti hai aadmi sayhat mand rehta hai. Kisi
wajah se agar yeh ro ghair mutawazan ho jaye to woh pathay jo joron ko
sambhaaltey hain Un ke andar koi nah koi miqdaar ghatt jati hai ya barh jati
hai yeh miqdaar chiknaiyon ki hoti hai. Agar chiknai barh jaye to joron per
varm aa jata hai aur agar chiknai kam hojaye tu harkat karne mein bohat takleef
hoti hai aur pathay khushk hotay chalay jatay hain yahan taq ke aadmi chalne
phirnay ke qabil nahi rehta.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-