Home
About Us
Library
Audios
Videos
Books
Topics
Spiritual Healing
Qalandar Shaoor
Roohani Digests
Useful Links
Contact Us
Topics
Home
Topics
SEARCH TOPICS
SEARCH
Makaniyaat Aur Zamaniyaat Kya He
Kainat jin hawaas par, ya kainat jin bunyadi formulon par kayam he aur chal rahi he unko baar baar misalein de kar samjhaya ja raha he. Insaan ya no-insani aur no-insani ki tarah doosri tamam nauon, un nauon mein jinaat, farishtay, ajraam falki aur...
Siyah Takhta
Zindagi ka kanoon aur zindagi jin qawaid o zawabit par chal rahi he unko jan-nay ke liye hamein yeh ilm haasil he ke, kainat mein maujood har takhleeq, do lehron par kayam he. Jab yeh do lehrein back waqt kaam karti hein toh, unse aalam e nasoot a...
Kainat Ki Raftaar
Roohani talbat aur talba yeh kanoon jantay hein ke, kainat aur yeh saari duniya hawaas ke oopar kayam he. Hawaas mein do rukh hotay hein. 1. Woh hawaas, jin mein tagayyur hota rehta he. Jaisay jaisay tagayyur waqay hota he isi munasbat se rang...
Insaan Hewan Se Kyun Mumtaz He
Duniya mein hazaron insaan baste hein. Har insaan doosray ki zindagi se nawaqif he. Har insaan ki zindagi ek aisa raaz he jis ko doosray nahi jantay. Is raaz ki badolat har insaan apni ghaltion ko chupaye hue khud ko behtar paish karne ki koshish...
Khalaa
Kainat ke kisi fard ki takhleeq par ghor kiya jaye, aur takhleeqi formule samajhne ki koshish ki jaye, toh kainat aur afraad kainat ki chaar sathayen mutayyan hoti hein. Kainat ki pehli satah varaye lashaoor he. Yeh satah kainat ya afraad kainat k...
Kainat ek kunba he
Alameen ke teen rukh hein. Ek rukh noorani aalam he. Doosra rukh roshni ka aalam he. Teesra rukh takhleet ya aalam e nasoot ka aalam he. Noor ki duniya mein daakhil honay ke baad hamaray oopar musheet ka inkishaaf hota he. Musheet mein daakhil ho k...
Ism e Zaat
Kehkashani nizamon aur hamaray darmain bada mustahkam rishta he. Pey dur pey jo khayalat zehan mein atay hein, woh doosray nizamon aur aabadiyon se hamein masool hotay rehtay hein. Noor ki yeh lehrein ek lamhe mein roshni ka roop dhaar lethe hein....
Musafir Shaoor Aur Rasta Lashaoor He
Tamam makhlooq zahuur mein anay se pehlay Allah ke iraday mein jis tarah mehfooz thi ab bhi isi tarah mehfooz he. Jahan yeh mehfooz he is ko “Loh e mehfooz” kaha jaatha he. Ab hum yun kahenge ke, duniya mein jo kuch ho raha he woh sab darasal loh...
Zameer
Muraqba ek aisa amal he jis mein insaan aalam e zahir ki tarah apne andar maujood mutharrak aur musalsal amal karne wali makhfi duniya se roshnaas hota he. Jis tarah hum khwab ki haalat mein jism ke taqazoon se azad ho kar is duniya mein safar kar...
Saans
Roshni khala he aur khala ek wajood he. Khala musalsal harkat he, aur har harkat nuzool o saood mein safar kar hi he. Nuzool o saood ke mukhtalif dairay hein. Harkat ke pehlay dairay ka naam Aalam e malakoot he. Aalam e malakoot mein maadi anasir...
Aankh
Fard ki ek harkat jismani khadd-o-khaal ke saath waqay hoti he. Jismani khadd-o-khaal ke saath waqay honay wali harkat ko hum munfarid ya ikhtiyaari harkat nahi keh sakthe. Yeh harkat beharhaal kisi nah kisi harkat ke tabay he. Jismani khadd-o-kha...
Yaqeen
Allah taala ne Quran pak mein Hazrat Ibrahim aleh salam ka zikar kar ke yeh farmaya ke Allah taala ko jan-nay, pehchan-ne aur Allah taala taq pounchnay ke liye gher Rab ki nafi karna zaroori he. Gher Rab ki nafi ke saath saath Hazrat Ibrahim aleh...
Takhreeb O Taamer
Kainat ki base tajalli he. Kainat ki shuruvaat tajalli se hoti he. Kainat ke har zarray mein yeh tajalli mstqlan gasht karti rehti he aur is tarah gasht karti he ke shey ke mehdood tareen markaz se bhi guzarti rehti he shey ke mehdood tareen marka...
Chatti Hiss
Insaan ka asal wasf ya insaan ka asal sharf yeh he ke, Allah ne usay apni niabat ataa ki he. Aadam ba-hasiat khalifaat Allah, Allah ki banai hui kainat ka haakim he. Allah ke diye hue ikhtiyarat se woh kainat ki harkaat o saknaat ko ek tarteeb, ta...
Mawarai Lehar
Nazriya rang o noor ka sarah arz karta he ke, kainat aur kainat ke andar maujood rankinae is liye pedha ki gayi hein ke aadam zaad un se istifada kare. Yeh nahi hona chahiye ke duniya ki lazzaton se faraar ikhtiyar karke kisi biyabaan ya kisi gosh...
Graph
Kainat mein jitni bhi maujoodaat hein khuwa woh mayari hon ya gher mayari hon un mein ek rukh thos hota he aur is ke saath hi ek gher maadi rukh pyost hota he. Yeh rukh bhi bilkul isi tarah he, jis tarah gosht post ka aadmi he. Roshiniyon ka yeh a...
«
1
2
...
165
166
167
168
169
170
171
...
556
557
»
Searching, Please wait..