Home
About Us
Library
Audios
Videos
Books
Topics
Spiritual Healing
Qalandar Shaoor
Roohani Digests
Useful Links
Contact Us
Topics
Home
Topics
SEARCH TOPICS
SEARCH
Ghair Mutawazan Barqi Ro Say Joron Par Waram Aa Jata Hai.
Khoon ke andar barqi ro jab taq mutawazan rehti hai aadmi sayhat mand rehta hai. Kisi wajah se agar yeh ro ghair mutawazan ho jaye to woh pathay jo joron ko sambhaaltey hain Un ke andar koi nah koi miqdaar ghatt jati hai ya barh jati hai yeh miqd...
Tilli, Pittah Aur Gurday Ka Amal
“Tilli” ka aik khaas kaam hai. Woh yeh hai ke khoon mein jitne zahreeley maaddey paida hote hain Un sab ko jazb karti hai aur yahan taq un ki noiyat badal deti hai ke inhen khushk kar deti hai. Tilli ki kharabiyan barqi ro ki kammi se hoti hain....
Zyabitis Aur Jigar Mein Ulsar ki Wajohaat
Jigar qudrat ka banaya ho aayk ajooba hai jis mein laakh qisam ki barqi ro her waqt daurti rehti hai. Yeh apni saakht mein itna mazboot hota hai ke agar es ki kharabian shuru ho jaien to kam se kam pandrah saal mein usay be car karti hain. Is mei...
Dil Aur Kosmik Raiz
Dekhnay ki baat yeh hai ke dil ki junbish aur pumping system paidaiesh se mout taq kosmik raiz ke zareya hoti hai. Lekin yeh kosmik raiz mutawazan hoti hain aur un ke daakhil honay ka tareeqa masamaat ke zareya qaim hai yeh hama waqt dil ko hilat...
Heart Failiur Faalij Aur Polio ke Asbaab
Barqi ro jab umm al dimagh se guzarti hai aur koi wajah aisi jati hai ke es ro ke darmiyan kosmik raiz ( cosmic rays ) aa jaye aur kam se kam apni jagah se chaar inch bayien taraf hati hui ho to es ka hamla yak lakht dil par hota hai. es ko kuch...
Hansali Ka Toot Jana
Jis haddi ko hansali kehte hain, gardan ke ird gird ro ki guzargah hai. Jo umm al dimagh se chalti hai es haddi ke totnay se bhi umm al dimagh ke reshon mein nuqs waqay ho jata hai. es nuqs ko siwaye bandish ke dooor nahi kya ja sakta kiyonke ban...
Laqwah Ki Haqeeqat
Jab kabhi es ro ka tasarruf chehra ki kisi simt mein hota hai to laqwah ho jata hai. Laqwah ka talluq asaab se hai. Yeh tanha umm al dimagh ki wajah se nahi hota. Dimagh ke khalion ki darmiyani ro jab aik taraf zor daalti hai to asaab ko terha ka...
Kubra Pan
Woh raishay jo spinal cord mein sahet mand hotay hain. Kisi nah kisi terhan kamzor reshon ko taqwiyat pohanchate hain. En ko taqwiyat pohanchanay ka zareya wohi barqi ro hai jo dimagh ke khalion mein tasarruf karti hai. Agar un taaqatwar reshon k...
Diq Aur Siil
Agar umm al dimagh mein chhootey chhootey khalaa ban jayen aur in ki tadaad bohat ziyada ho jaye tu phepron mein aik khaas qad o qaamat ke keeray galey ke zariye utartay rehtay hain. Yeh keeray kahin bhi jama ho jatay hain aur yahi marz diq ya si...
Gilty Ka Bukhaar
Agar umm al dimagh ke andar khalaa bohat waqay hojaye aur hajhoom bohat kam ho tu spinal card ( spinal cord ) ( reerh ki haddi ) se jo taar hararat le kar jatay hain woh hararat miqdar mein itni kam hoti hai ke kahin nah kahin joor mein gilty ban...
Bukhaar Aur Ess Ki Kismain
Jab umm al dimagh mein es terhan ke kayi khalaa ban jatay hain aur kai jagah ro ka hajhoom ho jata hai to kayi qisam ke bukhaar shuru ho jatay hain. En bukharon ki wajah ro ke hajhoom ka achanak rang badalna hai. Rang ke achanak tabdeeli ke amal...
Deewangi Ya Pagal Pan Ki Wajohaat
Jab aadmi par deewangi ka dowrah parta hai. Ibtida kisi terhan ho. Khuwa thora thora ya achanak. Esmein hamesha umm al dimagh ke andar ro ka hajhoom hojata hai aur chunkay en ke nikalney ka rasta nahi hota lehaza dabao ki binna par khalion ke an...
Bab-e Doyum Roshiniyon Ki Kammi Aur Zayad’ati Se Paida Hone Walay Amraaz-(Mirgi Ka Doura)
Jab khalion mein barqi ro ka tasarruf hota hai aur yeh ro ki shakal ikhtiyar kar ke aik dosray se takrata haito es takrao se be shumaar rang bantay hain. Un rangon ka naam hum veham ya khayaal bhi rakh satke hain aur haqeeqatan yeh tamam kaifiyat...
Rangon Ke Khawaas
Ab hum halkay neelay aur gehre rang ke khawaas bayan karte hain. Sab se pehlay halkay neelay rang ka asar dimaghi khalion pr parta hai. Agarchay dimaghi khalion ka rang halka neela allag allag hota hai. Lekin en khalion ki diivaaren halki aur mouti...
Rangon Ka Farq
Rangon ka farq bhi yahin se shuru hota hai. Halka aasmani rang bohat hi kamzor qisam ka Veham paida karta hai, Yeh veham dimaghi fiza mein tehleel hojata hai. Esterhan ke aik aik khaliye mein darjanon aasmani rang ke Partu hotay hain yeh partu all...
Aasmani rang kya hai ?
Aasmani rang fil haqeeqat koi rang nahi balkay woh un kirnoon ka majmoa hai jo sitaron se aati hain. Jisa ke pehlay arz kya ja chuka hai ke kahin bhi en sitaron ka faasla paanch noori saal se kam nahin hai. Aik kiran aik laakh cheyasi hazaar do so...
«
1
2
...
163
164
165
166
167
168
169
...
556
557
»
Searching, Please wait..