Home
About Us
Library
Audios
Videos
Books
Topics
Spiritual Healing
Qalandar Shaoor
Roohani Digests
Useful Links
Contact Us
Topics
Home
Topics
SEARCH TOPICS
SEARCH
Aankhon Ke Amraaz
Aankhon mein dard, aashob chasham, soojan, surkhi, aankhon mein zakham, gohaanjanii aur rohaey waghera, Yeh amraaz haazma ki kharabi ya bairooni awaarizat maslan garmi, sardi, chout, gird o guhbar aur dhuwan waghera lagnay se hotay hain. Agar hazm...
Aadha Seesi Ka Dard
Esdard ko shaqeeqa bhi kehtey hain aur yeh bara takleef de marz hai. Eske liye neelay rang ki shua paanch minute taq aur harey(green) rang ki shua teen minute taq dard ke maqam par daalain aur rozana aasmani rang ke pani ki aik khoraak yani aik o...
Aant Ka Utarna
Eske liye baiganee rang ka pani thori thori miqdaar mein arsa taq piinaa chahiye.
Anton Ki Bemari
Esmarz mein pakhana karne mein diqat paish aati hai, nashta aur khanay se qabal teen waqt zard rang ka pani piyen.
Rang Se Amraaz Ka Ilaaj Aawaz Ka Bhaari Hona Ya Galla Baithna
Eske liye neelay rang ka pani faida mand hoga. Khoraak 6 maasha se ziyada aik tola adhay adhay ghanta ke baad pey darpay subah o sham piyen. Aankhon mein waram yeh nihayat khatarnaak bemari shumaar ki jati hai. es ke liye neelay rang ke pani ki k...
Surkh Rang
Surkh rang bada bhari muharrak hai, Her ya garmi deinay wala, faalij zada hisson ke liye ajeeb o ghrib taseer rakhta hai.
Zard Rang
Zard rang ki kami amraaz maida ka sabab banti hai aur es ki zayad’dti bukhaar ke asbaab mein aik sabab hai.
Arghawani Aur Naranji Rang
Arghawani rang gehra neela, qadray surkhi mael hota hai. Yeh be khwabi ke liye bohat mufeed hai. Namoniha, galley ki bimarion aur khansi ke liye nihayat taseer rakhta hai. Pehphron aur halaq ki naali ko aaraam ditahe, balgham ko kharij karta hai.
Aasmani Rang
Aasmani rang ki kami se sufra, jild ka rang, khaki, ziyada paseena aana, pishaab zardi mael surkhi, putlaay dast aur un ka rang zardi aur surkhi liye hue hota hai. Baaz auqaat harey dast aa jate hain, aankhon mein surkhi mael halki zardi jhalakti...
Neela Rang
Neelay rang ki kami se gussa ziyada aata hai. Mizaaj mein chirchira pan rhtahe. Kabhi kabhi jism garam ho jata hai aur do char putlaay dast bhi aa jate hain. Aankhon ka rang gulaabii ho jata hai. Naakhun surkh ho jatay hain. Pishaab surkhi mael h...
Surkh Rang
Jism mein es rang ki kami se susti kahili ka ziyada aana, bhook ki kami, aankhh aur nakhunon mein kuch neela pan, pishaab pakhana ka rang safaid aur kuchh nilgon hota hai.
Bab-e Chharum Jism Insani Mein Rang Ki Kami Ya Zayad’dti Se Peda Honay Walay Amraaz Aur In Ka Ilaaj!
Aasmani rang khalis neela aasman jaissa rang hota hai. Yeh bohat thanda hota hai. Neela rang gehra neela hota hai jis mein bohat halki surkhi hoti hai es ko neel ka rang ya arghawani rang kehte hain. Boorhay aur kamzor mareezon aur bachon ke...
Roshni Aur Rang Se Ilaaj Ka Tareeqa
Rang ya roshni se amraaz ka ilaaj es qader aasaan hai ke mamooli soojh boojh ka aadmi bhi es se faida utha sakta hai. es ilaaj mein waqt bhi kam surf hota hai, kharch bhi kuch nahi hota aur dawayein hamesha taaza istemaal ki ja sakti hain. Tareeq...
Baab Soyum------ Rang Aur Roshni Se Ilaaj Ka Usool
Rang aur roshni se ilaaj es usool par qaim hai ke lehron ke zareya ensaan ke andar rang toot kar zindagi bantay hain. Jab yeh rang insani jism mein apni sahih miqdaar mein mojood hotay hain tu insaan bilkul tandrost rehta hai. Agar un rangon mein...
Cancer Kyun Hota Hai
Cancer khoon ko muzarrat pohanchata hai woh es terhan ke khoon mein barqi ro jin jin hisson se bach kar nikal jati hai un hisson mein jaan nahi rehti aur sath hi sath un hi hisson mein bohat bareek goal keeray ban jatay hain. Yeh keera dar asal so...
Urh Kar Lagnay Walay Amraaz
Jild ke teen parat hotay hain. Aur her jild ke neechay do part hotay hain. Aik nihayat naazuk aur aik dabeez naazuk parat ke mutasir ho jane se moti jhara waghera ke amraaz hotay hain. Aur dabeez parat ke mutasir honay se phoray, phin...
«
1
2
...
162
163
164
165
166
167
168
...
556
557
»
Searching, Please wait..