Home
About Us
Library
Audios
Videos
Books
Topics
Spiritual Healing
Qalandar Shaoor
Roohani Digests
Useful Links
Contact Us
Topics
Home
Topics
SEARCH TOPICS
SEARCH
Pait Ki Bemariyan
Dard, qaraqr, uphara, khana khanay ke baad pait ka phoolna maror waghera un tamam amraaz mein zard rang ka pani aik aik oons subah aur shaam pilain.
Plague (Taoon)
Esmarz mein aasmani rang khaas tor par mufeed hai. Aadh aadh ghantay ke baad aik aik oons khoraak pilanay se araam ho jata hai. Agar gilty nikal aeye to es par aasmani rang ki shua daalain aur aasmani rang ke pani ki gadyan rakhen. Agar gil...
Pagal Pan –Junoon
Esmarz mein neelay rang ka pani subah shaam aik aik oons pilain aur neelay rang ki shua das pandrah minute taq rozana peshani aur dimagh par daaltay rahen. Haziyan ki soorat mein neelay rang ki pani ki gadyaan sar par rakhen yeh ilaaj taa sehat...
Pehphron Ki Kharabi
Agar sardi se ho to naranji rang ka pani rozana aik khoraak den aur chand minute rozana pehphron par naranji rang ki shua daalain.
Phora Phansi
Aisay phoray phunsiyan jo jism ke mukhtalif hisson mein kabhi kahin aur kabhi kahin nikaltay rehtay hain un par sabz rang ki shua pandrah beesminute taq rozana daalni chahiye aur sabz rang ka pani aik aik oons subah shaam pilana chahiye. esilaaj...
Be Imani Aur Bad Dyanti Waghera
Esikhlaqi bemari ka ilaaj bhi rangon ke zareya ho sakta hai. es ke liye “ehsas kamtarri” wala aaiine ke sammnay khara honay ka amal karen aur pehannay ke kapray, palang ki chaadrin, kamray ke parday, farsh, orhanay ke liye chadar, lehaaf, takiya k...
Hashrat Al Arz Ke Kaatnay Ka Ilaaj
Bichho, bhir, shehad ki makkhi aur doosray hashrat al arz ke kaatnay ki jagah aasmani rang ki shua daalnay ya aasmani rang ke pani ki gaddi rakhnay se garmi jazb ho kar foran araam aa jata hai.
Bhook Ki Zayad’dti Ya Kammi
Yeh dono kharabian qowat haazma ki kamzoree ki wajah se peida hoti hain aur bad hazmee mein jo ilaaj tehreer kya gaya hai. Isi ilaaj se dooor ho jati hain.
Bachon Ke Daant Niklana
Yeh zamana bachon ke liye bara sakht hota hai, eszamana mein inhen mukhtalif qisam ki bemariyan ho jati hain. Maslan aankhon ka dukhna, dast aana, qay hona, bukhaar hona waghera waghera. eska sab se acha ilaaj yeh hai ke bachay ko har roz kayee g...
Bachay Ka Bohat Ziyada Rona Aur Machalna
Bachay par halkay surkh aur gehray surkh rang ki shu’ayen teen se paanch minute taq 24 ghantey mein aik baar daalain aur in hi rangon ka pani bhi aik aik tola subah o shaam pilain.
Bayi Kadrd ( Reyahi Dard )
Reahi dard jism ke khuwa aik hissay mein ho ya har jaur mein dard ho naranji rang ke pani ki khorakain subah shaam pilana aur naranji rang ki shu’ayen maqam dard par daalna mufeed hai.
Bawaseer
Bawaseer do tarhan ki hoti hai, aik khooni aur doosri baadi. Yeh marz ziyada baithy rehne, daimi qabz, bohat ziyada masalay daar ghizayein khanay ya sharaab peenay aur doosri nasha aawar cheezon ki aadat se hota hai. Khooni bawaseer mein zard ran...
Bawaseer
Bawaseer do tarhan ki hoti hai, aik khooni aur doosri baadi. Yeh marz ziyada baithy rehne, daimi qabz, bohat ziyada masalay daar ghizayein khanay ya sharaab peenay aur doosri nasha aawar cheezon ki aadat se hota hai. Khooni bawaseer mein zard ran...
Bad Hazmi
Dublay putlaay jism walon ko jism mein surkh rang ki, farba aur motey jism walon ko jism mein neelay rang ki zayad’dti se bad hazmi hua karti hai. Surkh rang ki zayad’dti ke liye zard rang aik aik oons din mein do baar piinaa chahiye esse maida ki...
Balghami Bukhaar
Es mein naranji rang ka pani sab se behter illaj hai, yahan taq ke char panch khoraak hi mein faida ho jata hai. Bachon ko din mein sirf do martaba yeh pani dena chahiye. Barron ke liye fi khoraak aik oons pani, bachon ke liye khoraak hasbe umar...
Safrawi Bukhaar Persoot Ka Bukhaar
Subah o sham aasmani rang ka pani aik aik oons den aur agar dast ziyada atay hon to yeh pani din mein aik aik tola karkay chaar paanch martaba den agar ghashi bhi ho to dimagh aur jism par aasmani rang ki shua daalain.
«
1
2
...
160
161
162
163
164
165
166
...
556
557
»
Searching, Please wait..