Home
About Us
Library
Audios
Videos
Books
Topics
Spiritual Healing
Qalandar Shaoor
Roohani Digests
Useful Links
Contact Us
Topics
Home
Topics
SEARCH TOPICS
SEARCH
Reahi Bukhaar Aur Srdi Ka Bukhaar
Neelay rang ka pani dhai dhai tola ( aik aik oons ) subah o sham dena chahiye albata bachon ko aik aik tola den. Sir mein dard ho to sir par neelay rang ki roshni daalain.
Bukhaar
Bukhaar kayi qisam ke hotay hain. Sab’ab sab ka aik hi hota hai, jaissa ke influenza ke tehat bayan kya gaya hai.
Balon Ka Az-Waqat Safaid Hona
Aik saaf shafaaf aasmani rang ki bottle mein oopar ka aik chouthayi hissa khaali chore kar kachi ghaas ka khalis tilon ka tail bhar diya jaye aur aur bataye hue tareeqa ke mutabiq chaleesroz taq esbottle ko dhoop mein rakha jaye aur din raat mein...
Bachon Ka Matti Khana
Yeh aadat niilii shu’aon ke pani ki chand khorakon aur niilii shu’aon mein bachon ko litane se khatam ho jati hai. Khoraak ki miqdaar bachay ki umar ki munasbat se mutayyan ki jaye. Shu’aon mein letnay ka waqfa, halaat ke mutabiq adhay ghanta se...
Umm Us’subyan ( Sookha )
Bachon ka khawab mein darna, ziyada rona, larazna, khud ko ya doosron ko nochnna, baghair kisi wajah ke barabar bukhaar aana, pani ki terhan dast aana aur bachay ka itna kamzor ho jana ke jism par se gosht khatam ho jaye aur aankhon mein ha...
Estasqa ( Pani Bhar Jana )
Elopathy mein es marz ka elaaj soi ke zareya pani nikaal deina hai, Aik aam tareeqa hai. Lekin kuch arsa ke baad pani phir jama ho jata hai aur phir nikaal diya jata hai. Zahir hai yeh koi mustaqil ilaaj nahi hai. Rang aur roshni se ilaaj ke zare...
Ahsas E Kamtarri
Afsurdah dilli aur har waqt ranj o ghm mein mubtala rehna. es ke liye surkh rang bohat mufeed hai kyunkay es se shujaiat aur mardangi peda hoti hai. Neez naranji rang bhi jis se dil ki pareeshani door ho kar sukoon milta hai, istemaal kiya jata h...
Andaam Nihani Ki Soojan
Esmarz ke liye jamni rang ki khorakain subah o sham pillani chahiye.
Ehthlaam
Yeh marz jaamni rang ki roshni reerh ki haddi par daalnay aur isi rang ka pani aik aik ounce din mein teen martaba pilanay se chand roz mein jata rehta hai.
Ulcer
Aasmani rang ka pani jis mein zard rang ziyada ho dono shaamil karkay istemaal kya jaye aur sir se maida ke maqam taq aasmani shua daali jaye.
Aasabi Dard
Surkh rang ki roshni daalna aur naranji rang ka pani pilana intahi faida mand hai.
Ehthinaq Al Reham ( Histeria )
Esmarz mein dora ke waqt aasmani rang ki roshni mareez par daalain yeh marz aksar isqaat hamal aur haiz ki kharabi ki binaa par hota hai. Esmarz mein kaafi hadd taq Sailan al reham ( likorea ) ko bhi dakhal hai.
Ikhtilaj e Qalb Aur Dil Ki Dharkan
Dil ke maqam par aasmani rang ki roshni subah o sham kam o baish pandrah beeh minute taq daalain aur es ke sath aasmani rang ki bottle ka pani aik aik ounce aur baiganee rang se tayar kya howa pani 2,2 ounce subah shaam pilain.
Infloynza
Tamam bukharon ki wajah jism mein surkh rang ki zayad’dti hoti hai jo neelay rang se dooor ki ja sakti hai. Chunancha mareez par niilii roshni daalna aur niilii sheeshi ka paani bukhaar ke mareez ko aik ounce har chaar ghantey ke baad pilana chah...
Aag Se Jalna
Neelay rang ki shua daalnay se jalan foran rafa ho jati hai aur neelay rang ke pani ki gaddi rakhnay se foran aaram milta hai.
Aag Se Jalna
Neelay rang ki shua daalnay se jalan foran rafa ho jati hai aur neelay rang ke pani ki gaddi rakhnay se foran aaram milta hai.
«
1
2
...
161
162
163
164
165
166
167
...
556
557
»
Searching, Please wait..