Home
About Us
Library
Audios
Videos
Books
Topics
Spiritual Healing
Qalandar Shaoor
Roohani Digests
Useful Links
Contact Us
Topics
Home
Topics
SEARCH TOPICS
SEARCH
Dast
Dast agar hazme ke zeaf ki wajah se hon to zard rang ka pani aik aik oons subah shaam den. Khooni daston ke liye aasmani rang ka pani khaas tor par naffa bakhash hai. es ki teen chaar khorakin pilanay se yeh shikayat khatam ho jati hai.
Daad
Khushk kharish ke liye tayar karda tail lagana faidamand hai.
Kharish
Neelay ya aasmani rang ke pani se din mein teen baar jism ko dhone aur un hi rangon ki shu’ayen aik ghantay taq poooray jism par daalnay se kharish bohat jald rafa ho jati hai. Khushk kharish ke liye neelay ya surkh rang ki bottle mein aik hi mah...
Khanazeer
Es marz mein maalish ke liye aasmani rang ki shu’aon ka alsi ka tail aur peeney ke liye zard shu’aon ka pani istemaal karna chahiye.
Lo Blood Pressure
Baaz ashkhaas mein khoon ka dabao fitri tour par kam darjaa per set hota hai. Es ko bemari nahi kaha ja sakta. Doran khoon mein kami, khoon ki ziyada beh jany se, dast اورقے waghera ki zayad’dti se bhi ho jati hai. Yeh kefiyat aasabi tanao a...
High Blood Pressure
Es marz mein logon ke andar khoon ka dabao tabayee dabao ke muqaabla mein barh jata hai. Khoon ke dabao ( Blood pressure ) se woh qowat morad hai jo dil ke sukerne par khoon apne bahao ki haalat mein khooni raggon ki lachak dar nalion ko phelanay...
Khoon Ki Kami
Khoon ki kami door karne ya khoon ke putlaay pan ko khatam karne ke liye din mein do o baar surkh rang ki shu’aon se tayyar kya hau paani aik oons nashta ke aik ghanta ke baad aur aik oons naranji rang shu’aon se tayyar kya huwa pani asar ke baad...
Khasion Ki Soojan Ya Foton Mein Pani Aana
Surkh rang ke pani aik khoraak rozana dainay se aur srkh rang ki shu’ayen aik minute se chaar minute taq rozana daalnay se esmarz ka qala qama ho jata hai.
Khunaq
Yeh aik bemari hai jo gilaay ke andar hoti hai. eske liye aadh aadh ghantay ke baad aadha aadha tola neela pani dena chahiye. Aur jab taq araam ki soorat paida na ho mustaqil dete rehna chahiye. Phir yeh pani band kar dena chahiye esliye ke jo pa...
Habs-E Reah ( Gas )
Eske liye zard rang ka pani baad ghiza aik aik oons piyen.
Hamal Kaazib
Esko jhoota hamal bhi kehte hain. eski tamam alamtain hamal hi ki si hoti hain. esmarz ka ilaaj dasvein mah se karna chahiye. eske liye zard ya naranji rang ka pani aik aik oons subah shaam dena aur naranji rang ki shua’a rozana das pandrah minut...
Hamal
Hamal ke zamane mein amraaz maslan bukhaar, dast, chakar, jee matlana, bhook nah lagna waghera. Un tamam shikayaat ke liye aasmani rang ke pani ki aik hi khoraak kaafi hai.
Haiz
Haiz ka kam aana, takleef se aana, ya haiz ke waqt dard hona, khoon ke lothrey aana aur esqabeel ke tamam amraaz mein subah shaam aik aik oons jamni rang ka paani piinaa chahiye. Kam anay ki soorat mein ilaaj kam az kam pandrah roz karna chahiye....
Chirchira Pan
Mareez ko ziyada ter andherey mein rakhna chahiye yahan taq ke makaan mein kamray ke parday bhi siyah rahen to behter hai.
Chout
Neelay rang ke pani ki patti bandhnay aur chout ki jagah ko isi pani se tar rakhnay se bohat jald araam ho jata hai. Agar zakham hogaya ho to neelay rang ki roshni zakham par bhi daalna chahiye.
Chechak
Chechak nikaltay nikaltay ruk gayi ho ya nikal kar baith gayi ho to surkh rang ka pani bohat mufeed hai. Aik do hi khoraak pilanay se ubhar aati hai. Agar surkh rang ki shu’ayen teen minute taq shuru mein jism par daali jayen to chechak ke danay...
«
1
2
...
158
159
160
161
162
163
164
...
556
557
»
Searching, Please wait..