Home
About Us
Library
Audios
Videos
Books
Topics
Spiritual Healing
Qalandar Shaoor
Roohani Digests
Useful Links
Contact Us
Topics
Home
Topics
SEARCH TOPICS
SEARCH
Saktah
Es khofnaak bemari ki saari alamtain neelay rang se door ho jati hain.
Sir Ke Baal
Jawani ki umar main baal motay aur bad mein nisbatan putlaay ho jatay hain. Baal aik hadd taq bherne ke baad ruk jatay hain aur kuch arsay ke baad jher jaatey hain. Baal ki Umar kam vbish chaar saal hoti hai aur apni Umar poori karne ke baad khud...
Seenay Ki Jalan
Aam tor par yeh shikayat bad hazmi ki wajah se hoti hai. Balghami mizaaj walon ko yeh shikayat ziyada hoti hai. Yeh jalan zard rang ke pani ki aik khoraak se dooor ho jati hai aur hazam ka nizam bhi durust ho jata hai.
Sir Ka Dard
Dard e sir khuwa garmi se ho ya sardi se, poooray sir mein ho ya adhay sir mein, bukhaar ki wajah se ho ya zehni dabao ki bina par, sab ke liye sar par neelay rang ki shu’ayen paanch minute aur es ke baad harey rang ki shu’ayen teen minute taq da...
Sialan Al Reham ( Likorea )
Es marz mein reham se ratobat kharij hoti hai. yeh ratobat do aqsaam ki hoti hai, aik surkhi mael aur doosri safaid, ilaaj dono ka eik hi hai aur woh yeh hai ke subah shaam aik aik oons jamni ya baiganee rang ka pani piinaa chahiye aur jamni rang...
Zukaam Nazla
Yeh marz maida ki kharabi, sardi ke assar aur demaghi kamzoree se hota hai. es ke liye gehray neelay rang ke pani ko khoraak aur shua’a nihayat mufeed hai. es se puranay se purana zukam kafoor ho jata hai. Nazla ke sath agar sardi se bukhaar bhi...
Rasha
Neelay ya aasmani rang ke pani ki rozana teen khorakein dainay aur inhen rangon ki shu’ayen mareez par daalnay se bafzle khuda rasha khatam ho jata hai.
Rasoli
Rasoli naak mein ho, pait mein ho ya jism ke kisi hissa mein ho, un mein dard hoya nah ho, ilaaj sab ka neelay rang ki shu’ayen hain. Neelay rang ki shu’ayen rasoli par daali jayen aur neelay rang ki shu’aon ka pani mareez ko pilaya jaye.
Raqt Ya Madah Toleed Mein Patla Pan
Alsi ke khalis tail ko surkh ya neelay rang ki saaf shafaaf bottle mein aik mah taq dhoop mein rakhen aur es tail ko raat ko aur subah sooraj tulu honay se pehlay kullho ke jor aur guddi par teen minute taq malla karein.
Khati Dakarain
Yeh bad hazmi ki alamat hai es ke liye bad hazmi wala ilaaj karna chahiye.
Dakarain
Kanaa khanay ke baad dakaar aana achi alamat hai magar es ka kasrat se aana yeh zahir karta hai ke maida ke oopar baar hai aur nizaam hazem mein nuqs hai. Kabhi dakarain khaali maida par bhi aati hain, un sab ke liye zard rang ke pani ki aik aik k...
Dimagh Ka Waram
Yeh marz ziyada ter bachon ko hota hai. es ki ibtida bukhaar aur baiganee se hoti hai es ke liye niilii roshni sab se acha ilaaj hai.
Dimagh Ki Takan
Jin logon ko dimagh ka kam karna parta hai agar woh kaam ke ekhtataam par kuch deir taq apne sir ko aasmani rang ki roshni mein rakhen to dimagh takan dooor ho jati hai. Aasmani rang ka pani aik aik oons pi lena bhi mufeed hai.
Dil Mein Dard
Aasmani rang ka pani do do tola subah shaam dein aur hazmey ko sahih rakhnay ke liye zard rang ka pani baad ghiza pillayein.
Damma (Asthma)
Doray ke waqt naranji rang ka pani das das minute ke baad aik aik tola aik ghanta taq den. Aur kuchh arsa taq naranji rang ki shu’aon se tayyar kya howa alsi ka tail seenay par pehphron ki jagah dairon mein raat ko sotay waqt aur sbh paanch paanc...
Danoton Ke Amraaz
Danoton mein dard, masoorho ka phoolna, daarh ki soojan, maas khora waghera waghera mein aasmani rang ke pani baar baar kulli ya gher gheray karna chahiye, es ke sath sath zard ya naranji rang ke pani ki khoraak subah shaam paanch chay roz i...
«
1
2
...
157
158
159
160
161
162
163
...
556
557
»
Searching, Please wait..