Home
About Us
Library
Audios
Videos
Books
Topics
Spiritual Healing
Qalandar Shaoor
Roohani Digests
Useful Links
Contact Us
Topics
Home
Topics
SEARCH TOPICS
SEARCH
Hafza Ki Kamzoree
Mufeed Ghizayein: Tandrost bakray ka bhejah neem brusht, badam, gaajar ka ras, gaajar ka halwa, akhrot maa kishmish ke, injeer, bhunay hue chuney, murabba, adrak, marabba saib, marabba amla, teetar aur chiray ki yakhni, zardi beza murgh neem brus...
Rasha, Faalij Aur Laqwah
Mufeed Ghizayein: Shehad khalis aik hissa aur tin hissa pani mila kar josh day kar thanda karlen aur mareez ko pilain, kabootarr ya chirya ka shorba khilain aur piyas ki haalat mein mundarja bala shehad ka pani pilain. Mousmi, maaltay aur angoor...
Jaldi Amraaz
Mufeed Ghizayein: Subah nehar mun chaye ka aik chamcha shehad saada pani mein hal kar ke rozana pilana mufeed hai. Bakri ka pheeka doodh, besan ki rootti namak ke baghair pheeki istemaal krnaaur arwi ka saalan istemaal karna bohat hi kam n...
Jaryaan, Ethlaam, Sar’at
Mufeed Ghizayein: Bhindi, loki, tundda, toree, aadu, khirni, goolar k, aam ke phool baqadar aik tola rozana, doodh ki lssi jis mein teen hissa pani aur aik hissa doodh ho istamal karna mufeed hai. Muzir Ghizayein: Es marz mein aisi tamam ashya...
Maa Ke Doodh Mein Kami
Mufeed Ghizayein: Maghaz binola nisf tola medah ki terhan bareek pees kar sufoof ko dairh pao doodh mein mila kar es ki kheer pakka kar rozana istemaal karna doodh ki zayad-ti ke liye azbas mufeed o mujrib hai. Agar pastanoo ki nashonuma poooray...
Likorea
Mufeed Ghizayein: Silan al reham ki mariza ko ghiza mein doodh, kaila aur taaza ras walay meethay phalon ka istemaal krnachahye. Angoor es mein bil khasa mufeed hai. Muzir Ghizayein: Khatti, baadi, taiz garam ashy...
Haiz
Mufeed Ghizayein: Mahvari mein agar be qaidgi payi jaye to Ghizayein mein bhoosi ki rootti anday ki zardi, doodh, makhan, band gobi, salad, gaajar, palaak, lobia aur chakandar khana mufeed saabit hota hai. Rs liye ke es mein hayatin E ki waafar...
Haamla Aur Hamal Ki Hifazat
Mufeed Ghizayein: Haamla aurat ke liye angoor aik Nemat hai. es ka bilanagha istemaal es ko ghashi, chakkar, maror, Uphaara aur qabz waghera se mehfooz rakhta hai. Neez bacha bhi tandrost hota hai. es ke ilawa kishmish aur kam miqdaar mein kabhi...
Kamzoree Qalb Aur Ikhtalaj
Mufeed Ghizayein: Marabba amla, sharbat badam, kadoo ki tarkari, kheera ( beej nikaal kar ) gaajar aur gaajar ka marabba, kishmish, pukhta amrood, Sharifa aur chakandar maqwi qalb mein, agar aanar, angoor aur saib ko kasrat se istemaal kya jaye...
Zyabitis
Mufeed Ghizayein: Gaaye ke doodh ki dahi, kreela, gooler, nariyal ka pani, soya bin ke aattay ki rootti, chuney ki rootti, bhoosi ki rootti, chuney ka pani, machhli, timatar, timatar ki tarkari, chhachh, ublay hue anday, paneer aur shiddat pyaas...
Bawaseer
Mufeed Ghizayein: Sabz lahsun ki tarkari, bhatoye ka saag, mooli, kharboza, shelgham, bakri ka doodh aur karela, baadi bawaseer ke liye mufeed Ghizayein hain. Khooni bawaseer ke liye toree ki tarkari, papita, amrood, cholayee ka saag, kachnar ka...
Gurdey Ke Amraaz
Mufeed Ghizayein: Gurda ki kamzoree ke liye aam bil khasa mufeed hai. Maghaz pista gurdon ki la’ghari aur kamzori mein nafea hai. Es ke ilawa maghaz badam aur maghaz chilghoza aur angoor bhi maqwi gurda saabit hue hain. Tar kariyon mein shelgham...
Jigar Ke Amraaz
Mufeed Ghizayein: Jigar ki barhti hui hararat ko mutawazan karne ke liye Anannaas, lemoo, sangtrah, angoor aur saib bohat mufeed hai. Badam bhi mufeed hai, jin logon ka maida kamzor nah ho un ko kela zaroor istemaal karna chahiye kyunkay yeh bad...
ISTASQA
Mufeed Ghizayien: Jo ki rootti, cholayee ka saag, qarela aur mooth ki daal, kachnal ki sabzi, taaza giray fruit, chuko tre ka arq, gaajar ka achaar, surkh chawal, salim anaaj aur oontni ka doodh, es marz mein mufeed hain. Es ke ilawa aik chitank...
Baab پنجم---------- Amraaz Mein Mufeed Aur Muzir Maiday Aur Anton Ke Amraaz
Mufeed Gizayein 1. Surkh timatar aur piyaz, dono ko mila kar kachoomar banayen aur khanay ke sath istemaal karen. 2. Shaljam ka saalan pakaker es ka shorba istemaal karen. 3. Lahsun ki maghaz ki goli banakar nigal jany se pait ka dard fori tour...
Yarqaan
Es bemari ka talluq jigar aur dimagh se barah e raast hai, marz ki shiddat aur kammi ke lehaaz se aasmani rang ke pani ki khorakin aur shu’ayen istemaal karen. Shu’ayen paanch se das minute taq rozana do waqt daalna chahiye aur baad ghiza zard r...
«
1
2
...
153
154
155
156
157
158
159
...
556
557
»
Searching, Please wait..