Home
About Us
Library
Audios
Videos
Books
Topics
Spiritual Healing
Qalandar Shaoor
Roohani Digests
Useful Links
Contact Us
Topics
Home
Topics
SEARCH TOPICS
SEARCH
Food Poisan
Aik khandan mein naaqis ya zehreela banaspati ghee khanay se ghar ke tamam afraad, ghee khatay hi shadeed matli, qay, mun se jhaag, jism barf ki terhan thanda honay ki takleef mein mubtala hogaye. Jin mein se aik ke siwa tamam afraad fori tbbi im...
Janwar Aur Rangeen Ilaaj
Mere dost ka aik aseel murgh aik so char bukhaar mein mubtala ho aaur sabz rang ki bat karne laga. Khana piinaa chore diya, zameen mein gardan daaley khara rehta tha. Dost ne bataya ke mere tamam murgh is bemari mein mar jatay hain. Mein buk...
Paichis
Rangon ke zareya yeh tareeqa e ilaj mera pehla tajurbah tha. Isi terhan mein ne dosray rangon ka pani mukhtalif taqaton mein tayyar kya. Kyunkay pehla tajurbah nihayat shandaar tha is liye mein ne dosray mareezon par bhi un ko azmaane ka faisla k...
Bukhaar
Dr Mohammad Khurshid sahib apne tajarbaat bayan karte hue likhte hain ke : mein ne gehray neelay rang ki sheeshi mein pani dalkar do ghanta taq saaf dhoop mein rakha. Is ke baad homeopathy tareeqa par aik qatra neelay pani ka aur so qatray saada...
Tajarbaat
Rohani daak” roznama jasaarat Karachi mein kisi sahib ke khat ke jawab mein rang aur roshani se ilaaj par mere kayi maqalay shaya hue to homeopathy dr Mohammad Khurshid dajkot road layl pur ney mujh se khat o kitabat ke zareya is ilaaj par tajarb...
Dhaan Farang
Seedhay haath ki barri ungli mein pehna jaye to gurday beemar nahin hotay gurdon mein pathri hoto chandi ya qalee dar katorey mein pani bhar kar ungli se angothi utaar kar is pani mein ghisa jaye aur yeh pani subah shaam piya jaye to pathri rezah...
Moon Stone
Es ko arabi mein hijr al qamar kehte hain. Is ke mutaliq riwayaat mukhtalif hain. Kaha jata hai ke chaand ke ghatney aur bherne ke mutabiq is mein chaand ki tasweer ka aks parta rehta hai. Es pathar ka rang safediyaan neela hota hai. Is ki shakal...
Sang E Sulemani
Sang e sulemani aqeeq ki aik qisam hai. Yeh pathar ensaan ke naakhun se bohat ziyada mushabihat rakhta hai. Is ka rang siyahi mael bhoora hota hai. Is par safaid, sabz, bhooray aur siyah rang ke tabqaat hotay hain. Yeh pathar naqsh o nigar banate...
Lahseena
Angrezi mein usay cat eyes kehtey hain. Yeh billi ki aankhh ki terhan hota hai. Is pathar ka rang khuwa kuch ho lekin is ke andar aik safaid chamkdar dahari zaroor hoti hai. Es ke chr rang hotay hain. Zard, bhoora, sabz aur siyah. Sabz aur zaitoo...
Neelam
Neelam nihayat saaf aur shafaaf rang ka hota hai. Bohat khobsorat aur chamakdar neelay rang ka pathar hota hai. Is ki behtareen qisam srilanka mein millti hai. Baaz hazraat surkhi mael neelam ko laal , sabzi mael neelam ko zabar judda aur banafsh...
Aqeeq
Aqeeq aam tor se sastay damon mein mil jata hai is wajah se awam ke liye qabil husool hai. Aqeeq ke rang yeh hotay hain : katthay ka rang, zard rang, safaid rang, zard aur srkh rang, zardi mael rang, safedi mael rang, un rangon mein surkh sab se...
Yaqoot
Yaqoot ya aimi tishn jawan rangon ke oopar mushtamil hota hai. Surkhi mael bah siyahi, slaty rang, sabz rang, neela rang, surmai rang, lahmi rang, kaahi rang, shami rang, tiranji rang. Aadmi un rangon mein se kisi rang ka nagina pehnay hue ho...
Pukhraj
Pukhraj ya panna, halka neela, halka sabz, gulaabii, naranji aur zard rangon mein mltahe unhi rangon mein se kisi rang ka nagina , aadmi ke andar har qisam ki qowat barahta hai. Aqal mein izafah karta hai aur nasiyan se mehfooz rakhta hai.
Heera
Heere ke kayi rang hotay hain un mein gulaabii bhi shaamil hai aur safaid ke ilawa sabz mael aur zardi mael. Un rangon ke mamooli Nageenon mein bhi wohi asraat milein ge jo heere mein mojood hain. Asal wajah wohi rang hai jis ka tazkara Allah Tal...
Zamurd
Zamurd ya Zamrud ke rang ka nagina angothi mein pahannay se mirgi ka dorah nahi parta. Dil ki taaqat barh jati hai. Doran e khoon mein koi nuqs waqay nahi hota. Aankhon ki roshni barh jati hai. Khofnaak khawab nazar nahi atay. Paidaiesh ke waqt z...
Yashb
Yashb bhi bohat sasta pathar hota hai. Es ki anghutiyaan bhi banti hain aur bartan bhi. Yeh pathar sabzi mael hota hai. Is ki kasmain dohin safaid aur siyah. Yeh pathar dil ko taaqat bakhshta hai. Nizaam hazem ko acha rakhta hai aur ko dafaa...
«
1
2
...
151
152
153
154
155
156
157
...
556
557
»
Searching, Please wait..