Home
About Us
Library
Audios
Videos
Books
Topics
Spiritual Healing
Qalandar Shaoor
Roohani Digests
Useful Links
Contact Us
Topics
Home
Topics
SEARCH TOPICS
SEARCH
Haath Peeron Ka Thanda Rehna
Haath peeron ka sun hojana chunkay jism mein surkh rang ki kami se hota hai es liye surkh rang ka pani aur surkh rang ki shu’ayen mufeed hain.
Haath Peeron Ka Phatna Aur hath Peeron Ki Enthan
Aasmani rang ke pani ki khorakin subah shaam dena aur aasmani rang ki shu’ayen daalna mufeed hai. Khaano mein namak aur chiknayee ki miqdaar kam se kam kardeni chahiye.
Haiza
Haiza ke ibtidayi darja mein zard rang ka pani aik aik tola adhay adhay ghantay ke bad dein. Es se tamam takaleef maslan pyaas, qay, dast, jism ki inthan, pishaab ki bandish waghera zael hojati hai. Hize ke aakhri darja mein chunkay mareez ke and...
Hazme Ki Kamzoree
Hazme ki kamzoree ki wajah se dast atay hon ya pait mein dard رہتاہو to zard rang ka pani aik aik oons subah shaam dena chahiye. Bachon ke liye khoraak ki miqdaar Umar ke hisaab se mutayyan karen.
Nafrat, Hasad Aur Sangdili
Yeh ikhlaqi amraaz phoolon ke gldston ko har roz kam az kam das minute taq dekhte rehne se chand roz mein dooor ho jate hain.
Wajaa Al Mufasil
Es mein amraaz gathia aur naqras bhi shaamil hain. Yeh do qisam ka hota hai. Shadeed aur muzmin shaded ke liye neela pani pilana chahiye, neelay rang ke pani ki gdyan rakhna aur niilii shua daalna chahiye. Aur muzmin ke liye naranji pani ki gddi...
Nakseer
Neela pani naak mein charhanay se nakseer agar khoon mein hiddat ki wajah se hoto band ho jati hai. Nakseer ke puranay mareezon ko aik hafta taq sonay waqt aik khoraak neelay pani ke pilanay se nakseer hamesha hamesha ke liye khatam ho jati hai.
Naasoor
Fi zamana raaij tareeqa haae ilaaj mein is marz ka koi hatmi ilaaj nahi hai magar saaf shafaaf sabz rang ki sheeshi ke pani ki khorakon aur shuaon se naasoor khatam ho jata hai.
Nimoniah
Neelay rang ka pani aik aik oons subah shaam dainay aur as rang ki shu’ayen teen chaar minute rozana pehphron par daalnay se aaraam ho jata hai.
Neend Nah Aana. Be Khwabi
Aasmani rang ke pani aur aasmani rang ki shu’ayen sar par daalna is ka ilaaj hai.
Naqris Aur Fail Pa
Naranji rang ke pani aur naranji shu’ayen az had mufeed hain.
Naaf Talna
Naaf aam tour par un logon ki Talni hai jin ke asaab kamzor hotay hain is mein mard aur aurat ki koi qaid nahi hai. Khalis tilon ke tail zard rang shu’ayen jazb karkay naaf ke neechay peroo par halkay haath se raat ko sotay waqt aur sbh nehar mun...
Motapa Kam Karne Ke Liye
Had se ziyada mota hona aik marz hai is ka ilaaj, siyah rang shu-aon ke pani aur siyah rang shu-aon mein mareez ko litana hai. Miqdaar khoraak 2,2 oons aur shuaon mein letey rehne ka waqfa aadha aadha ghanta 2 waqt hai.
Mirgi
Subah shaam aasmani rang ka pani do do tola aik arsa taq pilana chahiye aur sar par aasmani rang ki shua dalni chahiye. Yeh ilaaj musalsal is waqt taq jari rakhen jab taq yeh itminan nah ho jaye ke aindah dora nahi parre ga, dora ke waqt sar par...
Massay
Jism ke kisi hissa par ya chehray par jo chhotey massay ho jatay hain un ko rafa karne ke liye surkh rang ka pani aur srkh rang mein tayyar kyahwa iasi ka tail behtareen ilaaj hai. Masson par aatshi sheeshay ke zariye Sooraj ki shu’ayen daal kar...
Maida Mein Jalan
Maida mein jalan bd_hzmi ki binaa par hoti hai. Es ke liye zard rang ke pani ki aik khoraak kaafi hai.
«
1
2
...
154
155
156
157
158
159
160
...
556
557
»
Searching, Please wait..