Home
About Us
Library
Audios
Videos
Books
Topics
Spiritual Healing
Qalandar Shaoor
Roohani Digests
Useful Links
Contact Us
Topics
Home
Topics
SEARCH TOPICS
SEARCH
Ab yeh sat-taeesween 27 shab hey
Is shab kaali mirch ka safoof bana kar roi mein halka sa laga kar dono kaanon mein rakh len. Tahajud ke waqt tak Ya hayuu Ya qayum aur Duroood khizri ka vird kartey rahen. Do (2) bajey raat ko tahajud ki namaz ke baad 300 baar " Ya Allah Ya rehma...
Chabeeswan (26) Roza
26 Ramazan ko halki si sehri khaen. Zuhar se pehlay kalmah Tamjeed ka vird kartey rahen, zuhar ki namaz ke baad 15 minute tak muraqba karen. Ankhen band kar ke yeh tasawwur karen ke" Allah mujhe dekh raha hey." zuhar se asar tak kalma h shahadat a...
Pacheeswan (25) Roza
Halki sehri kha kar Fajar ke baad do (2 hours) ghantey ke liye so jaen. Din bhar kalmah Tamjeed ka vird kar tey rahen. Zuhar ki namaz se pehlay aadha ghanta ya 20 minute tak so jaen. Namaz ba jamaat ada karen. Zuhar ki namaz ke baad 15 minute tak...
Chobeeswan (24) Roza
24 Ramazan ko sehri mein thos ghiza nah khaen. Daliya, doodh ya soji ka hareerah istimal karen aur Fajar ke baad do (2 hours) ghantey ke liye so jaen. Do (2 hours) ghantey se ziyadah nah soen. Alarm laga len ya kisi aur zareye se jag uthen. Zuhar...
Taeeswan (23) Roza
23 Ramazan ko thori si sehri kha kar Fajar ki namaz ke baad teen (3hours) ghantey ke liye so jaen. Bedaar honey ke baad saray din Abadat mein masroof rahen. Zuhar ki namaz ke baad 15minute tak Muraqba karen. Ankhen band kar ke yeh tasawwur karen k...
Baeeswan (22) Roza
22 Ramazan ko halki si sehri kha kar roza rakh len. Purey din ibadat mein masroof rahen. Zuhar ki namaz ke baad 15 minute tak Muraqba karen. Ankhen band kar ke yeh tasawur karen ke" Allah mujhe dekh raha hey" Aftaari mein paani aur khajoor sey aft...
Ikeeswan (21) Roza
21 ramzan ki sehri mein baraye naam ghiza kha kar Fajar ki namaz ada kar ne ke baad teen (3) ghantey pentalees minute (3:45 hours) ke liye so jayein. Bedar ho ne ke baad zaroori kaamon ke ilawah teesra kalma aur Quran pak ki tilawat kartey rahen....
Beeswan (20) Roza
20 ramzan ko seheri mein sirf aik ya doh double roti ke toast Ya daliYa doodh ke sath kha kar rozay ki niyat kar len. Din mein puray waqt kalma Tamjeed (teesra kalma) parhte rahen. Aftaar key waqt halki ghiza khaen, paani bhi kam piyen. Maghrib ki...
Un-neeswan (19) Roza
19 ramazan ko sehar mein itni ghiza istimal ki jaye jo tabiyat mein kisi qisam ka takadur peda nah karey aur Aftaari mein khajoor aur doodh istimal kiya jaye. Paani kam miqdar mein piya jaye. Taraveeh ke baad Duroood khizri parhtey rahen aur sehr...
At-tharwan (18) Roza
Sehri mein halki aur zood hazam ghiza maslan daliya, toos, so jee ka hareera waghera istimal karen aur puray din karobar mein mashghool rehtey hoye" Ya Hayuu Ya Qayyum" ka vird karte rahen. Aftaari mein aadha pait roti khaen. Paani ya sharbat kam...
Satarhwan (17) Roza
Halki sehri kha kar Fajar ki namaz bajamaat ada kar ke sarhey chaar (4.5 hours) ghantey ke liye so jaen. Din bhar kaam mein mashghool rahen aur Ya hayuu Ya qayyum ka wird kartey rahen. Aftaar mein sirf phalon ka ras aur doodh piyen. Thos ghiza bi...
Solhwan (16) Roza
Solhwen rozey mein sirf doodh ya chaye piyen. Aftaar aik ya do khajoor aur doodh se karen phalon ka ras pi len lekin thos ghiza nah khaen. Taraveeh ke baad sehri tak duroood-e-khizari parhte rahen aur shab bedaari karen.
Pandarhwan (15) Roza
Pandarhwen rozey mein sehar-o-aftaar mein khana bhuk rakh kar khaen aur khanon mein ziyada murghan aur saqeel cheezen iseimal nah karen. Nend ka waqfa kam kar key sarey chaar (4.5 hours) ghantey kar den
Barhwan (12) Roza
Barhwen, Terhwen aur Chodwen rozon mein neend ka waqfa baja ye 6, ke5 ghantey kar den khaney mein ehtiat karen keh sehar o aftaar mein itna khaen keh jo medey ke liye girani ka bais nah baney.
Giyarhwan (11) Roza
Daswen rozey ke baad chobees (24) ghantey mein chay (6) ghantey se ziyaadah soen.
Mah e Ramadaan
Mah e Ramadaan jis mein nazil hua Quran jis mein hidaayat hey.Logon ke wastey aur raah panay ki khuli nishanain hein. (Al Quran)Aayat muqaddisa hamein is taffakur ki dawat deti hey ke nuzool Quran mein ramadaan ka tazkara kyun kya gaya hey? Jabke...
«
1
2
...
227
228
229
230
231
232
233
...
556
557
»
Searching, Please wait..